Thursday, 24 September 2015

Dard bhari Shaayri


Sikha diya  duniya ne mujhe apno pr shk karna,
Meri fitratmein to gairo par bhi bharosa karna tha..


Sari Umar adhura raha mai,
Jubsaanse ruki to kaha pura hua mein...


Sukoon milta hai do lafz kaagaz par utaar kar,
Cheekh bhi leta hoon aur awaaz bhi nhi hoti..

No comments:

Post a Comment